Hum kisii se kam nahiin,
Kam hue to bhii gham nahiin!
…
Yah kisne (pahle) kaahaa sure nahiin,
Is baat kaa bhii hum ko gham nahiin;
Kissii ne bhii ho kaahaa,
Woh kisii se kam nahiin!
(Waise humaare dimaag mein tthankaa,
Humne sochaa post karde yahiin)
~ Prabeen Kumar Pati